0:00/???
  1. Ghungroo

Kadak Chai performs the classic song from the Hindi movie War, originally sung by Arijit Singh and Shilpa Rao with Vishal-Shekhar composing the lyrics. The song was inspired by the Ghazal composition of maestro Pankaj Udhas "Ghungroo Toot Gaye"

Lyrics

Kyun lamhe kharaab kare
Aa galti behisaab kare
Do pal ki joh neend udi
Aa poore saare khwaab kare

Kya karne hai umron ke vaade
Yeh joh rehte hai rehne de aadhe
Do baar nahi ik baar sahi
Ik raat ki karle tu yaari

Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ke ghungroo toot gaye
Ke ghungroo toot gaye

Chhod ke saare sharam aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ke ghungroo toot gaye
Ke ghungroo toot gaye

Dil lena dil dena zaroori nahi hai
In baaton ke sivah bhi baatein kayi hai
Ik lamhe se zyada ki khwahish nahi hai
Phir chahe dobara na milna kahin

Mere sapne nahi seedhe saade
Hai galatfehmiyan toh mita de
Do baar nahi ik baar sahi
Ik raat ki tu karle yaari

Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ke ghungroo toot gaye
Ke ghungroo toot gaye

Chhod ke saare sharam aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ke ghungroo toot gaye
Ke ghungroo toot gaye